Sawaalon Mein Lyrics
Sawalon mein ye kaisi zindagi
Gumaan hai gumaan..
Nazar yeh kisko dhoondti
Dhuaan hai dhuaan..
Hai kayi sargoshiyaan..
Kyun jalti hai tanhaaiyaan Sawalon mein ye kaisi zindagi
Gumaan hai gumaan..
Nazar yeh kisko dhoondti
Dhuaan hai dhuaan.. Uljhi ye na suljhi aur uljhi daastaan hai
Jiski na ho manzil ek aisa raasta hai
Uljhi ye na suljhi aur uljhi daastaan hai
Jiski na ho manzil ek aisa raasta hai
Hai kayi sargoshiyaan..
Kyun jalti hai tanhaaiyaan Sawaalon mein ye kaisi zindagi
Gumaan hai gumaan..
Nazar yeh kisko dhoondti
Dhuaan hai dhuaan.. Kyun har nazar mein, Ik ajab si tishnagi hai
Har shay kyun achanak lag rahi ajnabi hai
Kyun har nazar mein, Ik ajab si tishnagi hai
Har shay kyun achanak lag rahi ajnabi hai
Hai kayi sargoshiyaan..
Kyun jalti hai tanhaaiyaan Sawaalon mein ye kaisi zindagi
Gumaan hai gumaan..
Nazar yeh kisko dhoondti
Dhuaan hai dhuaan..
Sawaalon Mein song info
Category: BollywoodSinger: Shreya Ghoshal
Music: Ankit Tiwari
Cast: Ganesh Acharya, Rajeev Khandelwal, Shakti Mohan
Director: Unknown
Language: Hindi
Album: Samrat & Co.
Lyricist: Sandeep Nath
Download Sawaalon Mein Song from Amazon
