Mahabharat Title Song Lyrics
Hai katha sangram ki
Vishwa ke kalyaan ki
Dharm adharm aadi anant
Satya asatya kalesh kalank
Swaarth ki katha paramaarth ki
Shakti hai, bhakti hai
Janmo ki mukti hai
Jeevan ka ye sampoorn saar hai
Yug yug se kan kan mein
Srishti ke darpan mein
Vedo ki vyatha apaar hai
Dharmon ki gaatha hai
Devon ki bhaasha hai
Sadiyon ke itihaas ka pramaan hai
Krishna ki mahima hai
Geeta ki garima hai
Grantho ka granth ye mahaan hai
Mahabharat.. Mahabharat..
Mahabharat.. Mahabharat..
Mahabharat Title Song song info
Category: BollywoodSinger: Ajay-Atul, Chorus
Music: Ajay-Atul
Cast: Aarav Chowdhary, Aham Sharma, Arpit Ranka, Pooja Sharma, Praneet Bhat, Riya Deepsi, Rohit Bhardwaj, Saurabh Raj Jain, Saurav Gurjar, Shafaq Naaz, Shaheer Sheikh, Thakur Anoop Singh
Director: Unknown
Album: Mahabharat (2013)
Lyricist: Sanjay Wadnerkar
Download Mahabharat Title Song Song from Amazon
