Kaala Rey Lyrics
Kaala rey… saiyaan kaala re
Tann kaala rey, mann kaala re
Kaali jabaan ki kaali gaari
Kaale din ki kaali shaamein
Saiyaan karte ji coal bazaari [x2]Bairi coal coal coal, chheene tol tol tol
Bairi coal coal, chheene tol tol tol
Chhat aangan chaar-diwari
Saiyaan karte ji, saiyaan karte ji
Saiyaan karte ji, saiyaan karte ji
Saiyaan karte ji Coal Bazaari
Saiyaan karte ji Coal BazaariKaali mitti kutta kaala
Kaala bilkul surme waala
Kaala kauwa, hauwa kaala [x2]Kaala baadal girne wala
Kaala moti, girne wala
Kaala jhanda, danda kala
Kaala batwa, paisa kaala
Kaali aankhon jaisa kaala
Kaali agniKaali garmi, suraj kaala
Kaala beegha aur gaj kaala
Kaali hathi hathi kaala kaala…Bairi coal coal coal, chheene tol tol tol
Bairi coal coal, chheene hole se tol
Rang paani aur pichkaari
Saiyaan karte ji, Piya karte ji
Saiyaan karte, Piya karte jiKaala rey… saiyaan kaala re
Tann kaala rey, mann kaala re
Kaali jabaan ki kaali gaari
Kaale din ki kaali shaamein
Saiyaan karte ji coal bazaari [x2]
Kaala Rey song info
Category: BollywoodSinger: Sneha Khanwalker
Music: Sneha Khanwalker
Cast: Unknown
Director: Unknown
Language: Hindi
Album: Gangs Of Wasseypur
Lyricist: Varun Grover
Download Kaala Rey Song from Amazon
